Poet
Aal-e-Umar
b. 1995
Poems
- اک تو اسے ہر بات میں حد چاہیے میریپھر اس پہ محبت بھی اشد چاہیے میریik to use har bāt meñ had chāhiye merīphir us pe mohabbat bhī ashad chāhiye merī
- ایسی وسعت کہ چمکتے ہیں ستارے دل میںاس کو رہنا ہی نہیں آیا ہمارے دل میںaisī vusat ke chamakte haiñ sitāre dil meñus ko rahnā hī nahīñ āyā hamāre dil meñ
- ایک دفعہ وہ مجھے دل میں تو آنے دیتامیں اسے شام نہیں دیتا زمانے دیتاek dafa vo mujhe dil meñ to āne detāmaiñ use shām nahīñ detā zamāne detā
- دوسرا عشق مری جان نہیں کر سکتایہ ترا حافظ قرآن نہیں کر سکتاdūsrā ishq mirī jān nahīñ kar saktāye tirā hāfiz-e-qurān nahīñ kar saktā
- کروں گا عشق وراثت کا کچھ بتاؤں گا نئیںمیں اک غریب کی بیٹی کو آزماؤں گا نئیںkarūñgā ishq virāsat kā kuchh batā.ūñgā na.īñmaiñ ik ġharīb kī beṭī ko āzmā.ūñgā na.īñ
- وفا کے دعووں پہ ہنس رہا تھامجھے نیا ہجر ہو گیا تھاvafā ke dovñ pe hañs rahā thāmujhe nayā hijr ho gayā thā