Poet
Aaftab Rais Panipati
Poems
- آمد ہے سال نو کی سماں ہے بہار کاسرسبز گلستاں ہے دل داغدار کاāmad hai sāl-e-nau kī samāñ hai bahār kāsarsabz gulistāñ hai dil dāġhdār kā
- اک پریم پجاری آیا ہے چرنوں میں دھیان لگانے کوبھگوان تمہاری مورت پر شردھا کے پھول چڑھانے کوik prem pujārī āyā hai charnoñ meñ dhyān lagāne kobhagvān tumhārī mūrat par shardhā ke phūl chaṛhāne ko
- رام کے ہجر میں اک روز بھرت نے یہ کہاقلب مضطر کو شب و روز نہیں چین ذراrām ke hijr meñ ik roz bharat ne ye kahāqalb-e-muztar ko shab-o-roz nahīñ chain zarā
- سرفروشان وطن کا یہ خیال اچھا ہےہند کے واسطے مرنے کا مآل اچھا ہےsarfaroshān-e-vatan kā ye ḳhayāl achchhā haihind ke vāste marne kā maāl achchhā hai
- سنو مادر ہند کے نونہالوصداقت پہ گردن کٹا لینے والوsuno mādar-e-hind ke naunihālosadāqat pe gardan kaṭā lene vālo
- سوراج کا جھنڈا بھارت میں گڑوا دیا گاندھی بابا نےدل قوم و وطن کے دشمن کا دہلا دیا گاندھی بابا نےsorāj kā jhanḍā bhārat meñ gaṛvā diyā gāndhī bābā nedil qaum-o-vatan ke dushman kā dahlā diyā gāndhī bābā ne
- کیوں تامل ہے تجھے روز اجل آنے میںزیست کا لطف ملے گا مجھے مر جانے میںkyūñ taammul hai tujhe roz-e-ajal āne meñzīst kā lutf milegā mujhe mar jāne meñ
- گری ہے برق تپاں دل پہ یہ خبر سن کرچڑھا دیا ہے بھگت سنگھ کو رات پھانسی پرgirī hai barq-e-tapāñ dil pe ye ḳhabar sun karchaṛhā diyā hai bhagat singh ko rāt phānsī par
- گو خاک ہو چکا ہے ہندوستاں ہماراپھر بھی ہے کل جہاں میں پلا گراں ہماراgo ḳhāk ho chukā hai hindostāñ hamārāphir bhī hai kal jahāñ meñ pilā girāñ hamārā
- نند کے لال یشودا کے دلارے موہنہم تری یاد میں بیتاب ہیں سارے موہنnand ke lāl yashodā ke dulāre mohanham tirī yād meñ betāb haiñ sāre mohan