Poet
Zarif Lakhnavi
ظریف لکھنوی1870–1937
Poems
- بتوں کو بھول جاتے ہیں خدا کو یاد کرتے ہیںبرہمن جب سفر سوئے الہ آباد کرتے ہیںbutoñ ko bhūl jāte haiñ ḳhudā ko yād karte haiñbarahman jab safar sū-e-ala ābād karte haiñ
- تمنا ہے کسی کی تیغ ہو اور اپنی گردن ہوپھر اس کے بعد یا رب سر کٹے نالے میں مدفن ہوtamannā hai kisī kī teġh ho aur apnī gardan hophir is ke ba.ad yā rab sar kaṭe nāle meñ madfan ho
- تیرے رہنے کو مناسب تھا کہ چھپر ہوتاکہ نہ چوکھٹ تری ہوتی نہ مرا سر ہوتاtere rahne ko munāsib thā ke chhappar hotāke na chaukhaṭ tirī hotī na mirā sar hotā
- جب دوبارہ کسی عاشق کا جنم ہوتا ہےاک وفادار سگ کوئے صنم ہوتا ہےjab dobāra kisī āshiq kā janam hotā haiik vafādār sag-e-kū-e-sanam hotā hai
- علم میں جھینگر سے بڑھ کر کامراں کوئی نہیںچاٹ جاتا ہے کتابیں امتحاں کوئی نہیںilm meñ jhīngar se baṛh kar kāmrāñ koī nahīñchāṭ jātā hai kitābeñ imtihāñ koī nahīñ
- قیس کہتا تھا یہی فکر ہے دن رات مجھےمار دے ناقۂ لیلیٰ نہ کہیں لات مجھےqais kahtā thā yahī fikr hai din rāt mujhemār de nāqa-e-lailā na kahīñ lāt mujhe
- مجنوں کا جو اے لیلیٰ جوتا نہ پھٹا ہوتاپیچھے ترے ناقہ کے کیوں برہنہ پا ہوتاmajnūñ kā jo ai lailā jotā na phaṭā hotāpīchhe tire nāqa ke kyūñ barhana pā hotā
- محشرستان جنوں میں دل ناکام آیانالہ ہنگامہ نوازی پہ سر شام آیاmahsharsitān-e-junūñ meñ dil-e-nākām āyānāla hangāma navāzī pe sar-e-shām āyā
- وہ ہو کیسا ہی دبلا تار بستر ہو نہیں سکتاغلط ہے آدمی اس طرح لاغر ہو نہیں سکتاvo ho kaisā hī dublā tār-e-bistar ho nahīñ saktāġhalat hai ādmī is tarah lāġhar ho nahīñ saktā