Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yashvardhan Mishra

b. 2002

Poems

Meter
  1. band ghar ke kamre kī raushnī nahīñ achchhīaur jān hijrat kī tīrgī nahīñ achchhī
  2. kuchh na kuchh āyā to hogā us ke jī meñphir chhupāyā hogā mujh ko ḍāerī meñ
  3. nikal paṛā hūñ maiñ be kār rāh ulfat meñmujhe pukārte haiñ ḳhār-e-rāh ulfat meñ
  4. har koī karne lagā hai hāth dho kar ḳhudkushīkar rahe haiñ so mire dil ke bhī naukar ḳhudkushī