Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yaqoob Yawar

b. 1952

Poems

Meter
  1. alamāñ ke sūraj hai merī jān ke pīchheaur sānp baiṭhā hai sā.ibān ke pīchhe
  2. jo tū nahīñ to mausam-e-malāl bhī na ā.egāga.e dinoñ ke ba.ad ahd-e-hāl bhī na ā.egā
  3. raushnī mere charāġhoñ kī dharī rahnā thīphir bhī sūraj se mirī ham safarī rahnā thī
  4. suḳhan ko be hissī kī qaid se bāhar nikālūñtumhārī dīd kā koī nayā manzar nikālūñ
  5. shahr-e-suḳhan ajīb ho gayā haināqid yahāñ adīb ho gayā hai
  6. larzāñ tarsāñ manzar chupārmīda ghar ghar chup
  7. mirī duā.oñ kī sab naġhmagī tamām huīsahar to ho na sakī aur phir se shām huī
  8. masaloñ kī bhīṛ meñ insāñ ko tanhā kar diyāirtiqā ne zindagī kā zaḳhm gahrā kar diyā
  9. ham apnī pusht par khulī bahār le ke chal diyesafar meñ the safar kā etibār le ke chal diye