Poet
Vikas Sharma Raaz
b. 1973
Poems
- اسے چھوا ہی نہیں جو مری کتاب میں تھاوہی پڑھایا گیا مجھ کو جو نصاب میں تھاuse chhuā hī nahīñ jo mirī kitāb meñ thāvahī paṛhāyā gayā mujh ko jo nisāb meñ thā
- داغ ہونے لگے ظاہر میرےتیز کر رنگ مصور میرےdāġh hone lage zāhir meretez kar rang musavvir mere
- دشت کی خاک بھی چھانی ہےگھر سی کہاں ویرانی ہےdasht kī ḳhāk bhī chhānī haighar sī kahāñ vīrānī hai
- دل کھنڈر میں کھڑے ہوئے ہیں ہمبازگشت اپنی سن رہے ہیں ہمdil khanḍar meñ khaṛe hue haiñ hambāzgasht apnī sun rahe haiñ ham
- ذرا لو چراغ کی کم کرو مرا دکھ ہے پھر سے اتار پرجسے سن کے اشک چھلک پڑیں وہی دھن بجاؤ ستار پرzarā lo charāġh kī kam karo mirā dukh hai phir se utār parjise sun ke ashk chhalak paṛeñ vahī dhun bajā.o sitār par
- زندگی کی ہنسی اڑاتی ہوئیخواہش مرگ سر اٹھاتی ہوئیzindagī kī hañsī uṛātī huīḳhvāhish-e-marg sar uṭhātī huī
- سب کے آگے نہیں بکھرنا ہےاب جنوں اور طرح کرنا ہےsab ke āge nahīñ bikharnā haiab junūñ aur tarah karnā hai
- کوئی اس کے برابر ہو گیا ہےیہ سنتے ہی وہ پتھر ہو گیا ہےkoī us ke barābar ho gayā haiye sunte hī vo patthar ho gayā hai
- ہوا کے ساتھ یاری ہو گئی ہےدیے کی عمر لمبی ہو گئی ہےhavā ke sāth yārī ho ga.ī haidiye kī umr lambī ho ga.ī hai
- ہوا کے وار پہ اب وار کرنے والا ہےچراغ بجھنے سے انکار کرنے والا ہےhavā ke vār pe ab vār karne vālā haicharāġh bujhne se inkār karne vālā hai