Poet
Vikas Joshi Wahid
b. 1965
Poems
- ایک مشکل کتاب جیسی تھیزندگی اک عذاب جیسی تھیek mushkil kitāb jaisī thīzindagī ik azāb jaisī thī
- درد دل میں نہ آنکھوں میں پانی رہےاپنے چہرے پہ بس شادمانی رہےdard-e-dil meñ na ānkhoñ meñ pānī raheapne chehre pe bas shādmānī rahe
- ساتھ تیرا اگر نہیں ہوتاہم سے اتنا سفر نہیں ہوتاsāth terā agar nahīñ hotāham se itnā safar nahīñ hotā
- سفر میں اب نہیں پر آبلہ پائی نہیں جاتیہماری راستوں سے یوں شناسائی نہیں جاتیsafar meñ ab nahīñ par ābla pā.ī nahīñ jātīhamārī rāstoñ se yūñ shanāsā.ī nahīñ jātī
- سہا عمر بھر پر جتایا نہیںترا زخم ہم نے دکھایا نہیںsahā umr bhar par jatāyā nahīñtirā zaḳhm ham ne dikhāyā nahīñ
- غموں سے بشر کو رہا دیکھناسلگتی کوئی جب چتا دیکھناġhamoñ se bashar ko rahā dekhnāsulagtī koī jab chitā dekhnā
- ہم الگ سی ایک خوشبو جانتے ہیںہیں برہمن اور اردو جانتے ہیںham alag sī ek ḳhushbū jānte haiñhaiñ barahman aur urdū jānte haiñ
- یہ بار غم اٹھا کر دیکھتے ہیںتمہیں بھی آزما کر دیکھتے ہیںye bār-e-ġham uṭhā kar dekhte haiñtumheñ bhī āzmā kar dekhte haiñ