Poet
V. C. Rai Naya
b. 1941
Poems
- میرا یہ جسم تو بے شک یہاں ہےمگر دل تو وہیں ہے تو جہاں ہےmerā ye jism to be shak yahāñ haimagar dil to vahīñ hai to jahāñ hai
- وہ زباں اپنی کھولتا ہی نہیںیہ نہیں ہے کہ بولتا ہی نہیںvo zabāñ apnī kholtā hī nahīñye nahīñ hai ke boltā hī nahīñ
- ہزاروں زخم دل میں کر رہے تیر نظر پیدابڑی مشکل سے فولادی کہیں ہوتے جگر پیداhazāroñ zaḳhm-e-dil meñ kar rahe tīr-e-nazar paidābaṛī mushkil se faulādī kahīñ hote jigar paidā
- ہوتے رہے ہیں رد و بدل اس زمین پرکھنڈر بھی بن گئے ہیں محل اس زمین پرhote rahe haiñ rad-o-badal is zamīn parkhanḍar bhī ban ga.e haiñ mahal is zamīn par
- یہ امتحاں کی گھڑی ہے غزل کا ساز اٹھاانا پہ آن پڑی ہے غزل کا ساز اٹھاye imtihāñ kī ghaṛī hai ġhazal kā sāz uṭhāanā pe ān paṛī hai ġhazal kā sāz uṭhā