Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Urooj Zehra Zaidi

Poems

  1. ek do ashk bahātī hai chalī jātī haiab tirī yād bhī ātī hai chalī jātī hai
  2. jo nahīñ mumkin kabhī mumkin vo honā chāhiyevo nahīñ merā mujhe to us kā honā chāhiye
  3. so bātoñ kī bāt hai pyāre vo jo zāt meñ hotī haihar insān kī izzat us ke apne hāt meñ hotī hai
  4. kufr ko īmāñ banā de zindagī ai zindagīfarq-e-ain-o-āñ miṭā de zindagī ai zindagī
  5. māntā nahīñ merī hujjateñ bhī kartā haibāt bāt maiñ apnī jiddateñ bhī kartā hai
  6. ho tirā ishq mirī zāt kā mehvar jaiseisī ehsās kī maiñ ho ga.ī ḳhūgar jaise