Poet
Umar Alam
b. 2001
Poems
- بچھڑنا رسم الفت ہے کرشمہ ہو نہیں سکتاتو میری ہو نہیں سکتی میں تیرا ہو نہیں سکتاbichhaṛnā rasm-e-ulfat hai karishma ho nahīñ saktātū merī ho nahīñ saktī meñ terā ho nahīñ saktā
- غموں کی یہ عجب برسات کیا ہےمری جاناں تری سوغات کیا ہےġhamoñ kī ye ajab barsāt kyā haimirī jānāñ tirī sauġhāt kyā hai
- کسی کو وصل میں الفت کا ساگر مار دیتا ہےکسی کو ہجر میں یادوں کا لشکر مار دیتا ہےkisī ko vasl meñ ulfat kā sāgar mār detā haikisī ko hijr meñ yādoñ kā lashkar mār detā hai
- مجھے رسوا کیا اس نے اسے اب میں سکھاؤں گامیں اب اس دل کو عبرت کا نشاں ایسا بناؤں گاmujhe rusvā kiyā us ne use ab maiñ sikhā.ūñgāmaiñ ab is dil ko ibrat kā nishāñ aisā banā.ūñgā