Poet
Umair Manzar
b. 1974
Poems
- بنا کے وہم و گماں کی دنیا حقیقتوں کے سراب دیکھوںمیں اپنے ہی آئنے میں خود کو جہاں بھی دیکھوں خراب دیکھوںbanā ke vahm-o-gumāñ kī duniyā haqīqatoñ ke sarāb dekhūñmaiñ apne hī ā.īne meñ ḳhud ko jahāñ bhī dekhūñ ḳharāb dekhūñ
- جب انسان کو اپنا کچھ ادراک ہواسارا عالم اس کی نظر میں خاک ہواjab insān ko apnā kuchh idrāk huāsārā ālam us kī nazar meñ ḳhāk huā
- خود کو ہر روز امتحان میں رکھبال و پر کاٹ کر اڑان میں رکھḳhud ko har roz imtihān meñ rakhbāl-o-par kāṭ kar uṛān meñ rakh
- علم و فن کے راز سر بستہ کو وا کرتا ہواوہ مجھے جب بھی ملا ہے ترجمہ کرتا ہواilm-o-fan ke rāz-e-sar basta ko vā kartā huāvo mujhe jab bhī milā hai tarjama kartā huā
- کبھی اقرار ہونا تھا کبھی انکار ہونا تھااسے کس کس طرح سے در پئے آزار ہونا تھاkabhī iqrār honā thā kabhī inkār honā thāuse kis kis tarah se dar piye āzār honā thā
- ہر بار ہی میں جان سے جانے میں رہ گیامیں رسم زندگی جو نبھانے میں رہ گیاhar bār hī meñ jān se jāne meñ rah gayāmaiñ rasm-e-zindagī jo nibhāne meñ rah gayā