Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Sheikh Ibrahim Zauq

محمد ابراہیم ذوق

1790–1854

Poems

  1. nīmcha yār ne jis vaqt baġhal meñ mārājo chaṛhā muñh use maidān-e-ajal meñ mārā
  2. vaqt pīrī shabāb kī bāteñaisī haiñ jaise ḳhvāb kī bāteñ
  3. vo kaun hai jo mujh pe tasaf nahīñ kartāpar merā jigar dekh ke maiñ uf nahīñ kartā
  4. hāth sīna pe mire rakh ke kidhar dekhte hoik nazar dil se idhar dekh lo gar dekhte ho
  5. ham haiñ aur shaġhl-e-ishq bāzī haikyā haqīqī hai kyā majāzī hai
  6. hangāma garm-e-hastī-e-nā pā.īdār kāchashmak hai barq kī ke tabassum sharār kā
  7. hue kyūñ us pe āshiq ham abhī selagāyā jī ko nāhaq ġham abhī se
  8. ye iqāmat hameñ paiġhām safar detī haizindagī maut ke āne kī ḳhabar detī hai