Poet
Shakeel Badayuni
شکیل بدایونی1916–1970
Poems
- آج کیا ہے جو ملا شوخ نگاہوں کو قرار؟کیا ہوا حسن کی معصوم حیاؤں کا وقارāj kyā hai jo milā shoḳh nigāhoñ ko qarār?kyā huā husn kī ma.asūm hayā.oñ kā vaqār
- اک شہنشاہ نے بنوا کے حسیں تاج محلساری دنیا کو محبت کی نشانی دی ہےik shahanshāh ne banvā ke hasīñ tāj mahalsārī duniyā ko mohabbat kī nishānī dī hai
- ایک شب ہلکی سی جنبش مجھے محسوس ہوئیمیں یہ سمجھا مرے شانوں کو ہلاتا ہے کوئیek shab halkī sī jumbish mujhe mahsūs huīmaiñ ye samjhā mire shānoñ ko hilātā hai koī
- پھولوں پہ رقص اور نہ بہاروں پہ رقص کرگلزار ہست و بود میں خاروں پہ رقص کرphūloñ pe raqs aur na bahāroñ pe raqs kargulzār-e-hast-o-būd meñ ḳhāroñ pe raqs kar
- راحت بندۂ بے دام کہاں ہے آ جاپیکر حسن سر بام کہاں ہے آ جاrāhat-e-banda-e-be dām kahāñ hai ā jāpaikar-e-husn-e-sar-e-bām kahāñ hai ā jā
- شفق نزع میں لے رہی تھی سنبھالااندھیرے کا غم کھا رہا تھا اجالاshafaq naza.a meñ le rahī thī sambhālāandhere kā ġham khā rahā thā ujālā
- مرے ساقیا مجھے بھول جامرے دل ربا مجھے بھول جاmire sāqiyā mujhe bhūl jāmire dil rubā mujhe bhūl jā
- ہم نشیں رات کی مغموم خموشی میں مجھےدور کچھ دھیمی سی نغموں کی صدا آتی ہےham nashīñ rāt kī maġhmūm ḳhamoshī meñ mujhedūr kuchh dhīmī sī naġhmoñ kī sadā ātī hai