Poet
Sahir Ludhianvi
ساحر لدھیانوی1921–1980Born in LudhianaDied in Mumbai
Abdul Hayee took the pen name Sahir Ludhianvi. He settled in Lahore in 1943, where he published his first collection, Talkhiyan, and edited magazines including Adab-e-Latif as a member of the Progressive Writers' Association. In 1949 he left for India and made his career in Bombay as a film lyricist, with songs for Pyaasa and Kabhie Kabhie. He won two Filmfare awards and the Padma Shri in 1971.
Writes about
- Social injustice
- Love
- Progressive ideals
Poems
- ان کے رخسار پہ ڈھلکے ہوئے آنسو توبہمیں نے شبنم کو بھی شعلوں پہ مچلتے دیکھاun ke ruḳhsār pe ḍhalke hue ānsū taubamaiñ ne shabnam ko bhī sholoñ pe machalte dekhā
- بے پئے ہی شراب سے نفرتیہ جہالت نہیں تو پھر کیا ہےbe piye hī sharāb se nafratye jahālat nahīñ to phir kyā hai
- پھر نہ کیجے مری گستاخ نگاہی کا گلادیکھیے آپ نے پھر پیار سے دیکھا مجھ کوphir na kīje mirī gustāḳh nigāhī kā gilādekhiye āp ne phir pyār se dekhā mujh ko
- تم میرے لیے اب کوئی الزام نہ ڈھونڈوچاہا تھا تمہیں اک یہی الزام بہت ہےtum mere liye ab koī ilzām na ḍhūñḍochāhā thā tumheñ ik yahī ilzām bahut hai
- چند کلیاں نشاط کی چن کر مدتوں محو یاس رہتا ہوںتیرا ملنا خوشی کی بات سہی تجھ سے مل کر اداس رہتا ہوںchand kaliyāñ nishāt kī chun kar muddatoñ mahv-e-yās rahtā hūñterā milnā ḳhushī kī bāt sahī tujh se mil kar udās rahtā hūñ
- دنیا نے تجربات و حوادث کی شکل میںجو کچھ مجھے دیا ہے وہ لوٹا رہا ہوں میںduniyā ne tajribāt-o-havādis kī shakl meñjo kuchh mujhe diyā hai vo lauṭā rahā hūñ maiñ
- ہزار برق گرے لاکھ آندھیاں اٹھیںوہ پھول کھل کے رہیں گے جو کھلنے والے ہیںhazār barq gire lākh āndhiyāñ uṭheñvo phūl khul ke raheñge jo khulne vāle haiñ
- ہم غم زدہ ہیں لائیں کہاں سے خوشی کے گیتدیں گے وہی جو پائیں گے اس زندگی سے ہمham ġham zada haiñ lā.eñ kahāñ se ḳhushī ke gītdeñge vahī jo pā.eñge is zindagī se ham
- یوں ہی دل نے چاہا تھا رونا رلاناتری یاد تو بن گئی اک بہاناyūñ hī dil ne chāhā thā ronā rulānātirī yād to ban ga.ī ik bahānā