Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Sabiha Sadaf

b. 1972

Poems

Meter
  1. sisaktī zindagī ko zindagānī kaun detā haiḳhizāñ ke ba.ad phir se rut suhānī kaun detā hai
  2. mere ash.ār ko meyār pe tolā jā.efan ko rakh kar kisī fan kār pe tolā jā.e
  3. na koī uljhan na dil pareshāñ na koī dard-e-nihāñ thā pahlehamāre hāthoñ meñ titliyāñ thīñ ye dil bahut shādmāñ thā pahle
  4. hosh-o-ḳhirad se dūr dūr vahm-o-gumāñ ke ās pāskartā hai dil tavāf kyūñ dushman-e-jāñ ke ās pās
  5. ho nazar aisī ke bas dil kī nigāh tak pahuñchedil meñ utre to kabhī hāl-e-tabāh tak pahuñche
  6. yūñ zindagī ko zer-o-zabar kar rahe haiñ hamhar din hī gardishoñ meñ basar kar rahe haiñ ham