Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Sabahat Urooj

b. 1995

Poems

Meter
  1. ek tamannā aisī jo darkār nahīñek pahelī hai jo pur asrār nahīñ
  2. jism se rah guzar banāte haiñā mohabbat ko shar banāte haiñ
  3. dil ta.affun se bhar gayā hogāmaiñ mohabbat ko gāṛ ā.ī thī
  4. rāste lākh sahī koī bhī rahbar na lageye bhī mumkin hai ke dar vā ho magar dar na lage
  5. ri.āyā de rahī thī shauq se begār jismoñ kīyahī taqdīr hai āqā yahāñ nādār jismoñ kī
  6. zinda ānkhoñ meñ be hissī raushanmurda chehroñ pe tāzgī raushan
  7. zīst mahv-e-sahāb ho jaisemujh meñ terā shabāb ho jaise
  8. kaun hai jis kā sārā dukh haidukh bhī jis kā chāra dukh hai
  9. muqāble ke na ham dushmanī ke qābil haiñzahīn log haiñ bas āshiqī ke qābil haiñ
  10. ham ne is dhūp se amāñ ke liyejism tāne haiñ sā.ibāñ ke liye