Poet
Saba Afghani
1922–1976
Poems
- بھول جانا تھا تو پھر اپنا بنایا کیوں تھاتم نے الفت کا یقیں مجھ کو دلایا کیوں تھاbhūl jānā thā to phir apnā banāyā kyūñ thātum ne ulfat kā yaqīñ mujh ko dilāyā kyūñ thā
- راز ہے بہت گہرا بات اک ذرا سی ہےوہ میں سامنے پھر بھی چشم شوق پیاسی ہےrāz hai bahut gahrā bāt ik zarā sī haivo maiñ sāmne phir bhī chashm-e-shauq pyāsī hai
- سامنے ان کو پایا تو ہم کھو گئے آج پھر حسرت گفتگو رہ گئیان سے کہنا تھا روداد شام الم دل کی دل ہی میں یہ آرزو رہ گئیsāmne un ko pāyā to ham kho ga.e āj phir hasrat guftugū rah ga.īun se kahnā thā rūdād shām-e-alam dil kī dil hī meñ ye ārzū rah ga.ī
- کارواں لٹ گیا راہبر چھٹ گیا رات تاریک ہے غم کا یارا نہیںراہ میں بھی کوئی شمع جلتی نہیں آسماں پر بھی کوئی ستارا نہیںkārvāñ luṭ gayā rāhbar chhuṭ gayā rāt tārīk hai ġham kā yārā nahīñrāh meñ bhī koī sham.a jaltī nahīñ āsmāñ par bhī koī sitārā nahīñ
- گلشن کی فقط پھولوں سے نہیں کانٹوں سے بھی زینت ہوتی ہےجینے کے لئے اس دنیا میں غم کی بھی ضرورت ہوتی ہےgulshan kī faqat phūloñ se nahīñ kānṭoñ se bhī zīnat hotī haijīne ke liye is duniyā meñ ġham kī bhī zarūrat hotī hai
- لٹا کے راہ محبت میں ہر خوشی میں نےلیا ہے غم کا سہارا ابھی ابھی میں نےluṭā ke rāh-e-mohabbat meñ har ḳhushī maiñ neliyā hai ġham kā sahārā abhī abhī maiñ ne
- ہوش و خرد سے دور ہوں سود و زیاں سے دورحد نظر سے دور زمان و مکاں سے دورhosh-o-ḳhirad se dūr hūñ sūd-o-ziyāñ se dūrhad-e-nazar se dūr zamān-o-makāñ se dūr