Poet
Saadullah Khan Asar Malkapur
b. 1933
Poems
- پیڑ احساس کا جذبات کا پھل دیتا ہےیہ شجر آج کا حاصل ہمیں کل دیتا ہےpeṛ ehsās kā jazbāt kā phal detā haiye shajar āj kā hāsil hameñ kal detā hai
- رنگ و نام و نسل کے جھگڑے مٹا لیجے ذراہم گلے مل لیں گے یہ پردے اٹھا لیجے ذراrang-o-nām-o-nasl ke jhagṛe miṭā līje zarāham gale mil leñge ye parde uṭhā līje zarā
- زرداروں کی وقعت کیا ہے کون یہ گوہر بانٹے گاحب اخوت مہر و محبت دل کا تونگر بانٹے گاzardarroñ kī vaqat kyā hai kaun ye gauhar bāñṭegāhub uḳhuvvat mehr-o-mohabbat dil kā tavangar bāñṭegā
- میں نے تم کو کیا سمجھا ہے ایسا تم نے سوچا کیاتم کیسے ہو تم کیا کیا ہو آئینہ بھی دیکھا کیاmaiñ ne tum ko kyā samjhā hai aisā tum ne sochā kyātum kaise ho tum kyā kyā ho ā.īna bhī dekhā kyā