Poet
Qamar Moradabadi
1910–1987
Poems
- بے نقاب ان کی جفاؤں کو کیا ہے میں نےوقت کے ہاتھ میں آئینہ دیا ہے میں نےbe naqāb un kī jafā.oñ ko kyā hai maiñ nevaqt ke hāth meñ ā.īna diyā hai maiñ ne
- تم اسی کو وجہ طرب کہو ہم اسی کو باعث غم کہیںوہی اک فسانۂ عشق ہے کبھی تم کہو کبھی ہم کہیںtum usī ko vaj.h-e-tarab kaho ham usī ko bā.is-e-ġham kahīñvahī ik fasāna-e-ishq hai kabhī tum kaho kabhī ham kahīñ
- ساقیا طنز نہ کر چشم کرم رہنے دےمیرے ساغر میں اگر کم ہے تو کم رہنے دےsāqiyā tanz na kar chashm-e-karam rahne demere sāġhar meñ agar kam hai to kam rahne de
- لذت درد جگر یاد آئیپھر تری پہلی نظر یاد آئیlazzat-e-dard-e-jigar yād ā.īphir tirī pahlī nazar yād ā.ī
- محبت کا جہاں ہے اور میں ہوںمرا دار الاماں ہے اور میں ہوںmohabbat kā jahāñ hai aur maiñ hūñmirā dār alamāñ hai aur maiñ hūñ
- منزلوں کے نشاں نہیں ملتےتم اگر ناگہاں نہیں ملتےmanziloñ ke nishāñ nahīñ miltetum agar nāgahāñ nahīñ milte
- میری راہوں میں کئی مرحلے دشوار آئےدیر آیا حرم آیا رسن و دار آئےmerī rāhoñ meñ ka.ī marhale dushvār ā.eder āyā haram āyā rasan-o-dār ā.e
- نظر ہے جلوۂ جاناں ہے دیکھیے کیا ہوشکست عشق کا امکاں ہے دیکھیے کیا ہوnazar hai jalva-e-jānāñ hai dekhiye kyā hoshikast-e-ishq kā imkāñ hai dekhiye kyā ho