Poet
Qamar Jalalabadi
1917–2003
Poems
- آواز دے رہی ہے یے کس کی نظر مجھےشاید ملے کنارہ وہیں ڈوب کر مجھےāvāz de rahī hai ye kis kī nazar mujheshāyad mile kināra vahīñ ḍūb kar mujhe
- اک حسین لا جواب دیکھا ہےرات کو آفتاب دیکھا ہےik hasīn lā javāb dekhā hairāt ko āftāb dekhā hai
- با خبر تھا اک نظر میں دو جہاں لے جائے گامیری جاں بن کر وہ اک دن میری جاں لے جائے گاbā ḳhabar thā ik nazar meñ do jahāñ le jā.egāmerī jāñ ban kar vo ik din merī jāñ le jā.egā
- تیرے خوابوں میں محبت کی دہائی دوں گاجب کوئی اور نہ ہوگا تو دکھائی دوں گاtere ḳhvāboñ meñ mohabbat kī duhā.ī dūñgājab koī aur na hogā to dikhā.ī dūñgā
- چھوٹی سی بے رخی پہ شکایت کی بات ہےاور وہ بھی اس لئے کہ محبت کی بات ہےchhoṭī sī be ruḳhī pe shikāyat kī bāt haiaur vo bhī is liye ke mohabbat kī bāt hai
- محبت زندہ رہتی ہے محبت مر نہیں سکتیاجی انسان کیا یہ تو خدا سے ڈر نہیں سکتیmohabbat zinda rahtī hai mohabbat mar nahīñ saktīajī insān kyā ye to ḳhudā se ḍar nahīñ saktī
- وہ ستم گر ہے خیالات سمجھنے والامجھ سے پہلے مرے جذبات سمجھنے والاvo sitam gar hai ḳhayālāt samajhne vālāmujh se pahle mire jazbāt samajhne vālā
- ہاں ان کے دلوں سے یہ پوچھو ارمانوں پہ کیا گزری ہےاوروں کو پلاتے رہتے ہیں اور خود پیاسے رہ جاتے ہیںhāñ un ke diloñ se ye pūchho armānoñ pe kyā guzrī haiauroñ ko pilāte rahte haiñ aur ḳhud pyāse rah jāte haiñ
- یا رب ترے کرم سے یہ سودا کریں گے ہمدنیا میں پی کے خلد میں توبہ کریں گے ہمyā rab tire karam se ye saudā kareñge hamduniyā meñ pī ke ḳhuld meñ tauba kareñge ham