Poet
Owais Ahmad Dauran
b. 1938
Poems
- اقلیت کہیں کی ہو تہ خنجر ہی رہتی ہےہلاکت خیز ہاتھوں کے ہزاروں جبر سہتی ہےaqaliyyat kahīñ kī ho tah-e-ḳhanjar hī rahtī haihalākat ḳhez hāthoñ ke hazāroñ jabr sahtī hai
- اے لیلیٔ جمہوریتاے دلبر ہندوستاںai lailā-e-jamhūriyatai dilbar hindostāñ
- تجربے گرچہ یہ بتاتے ہیںوقت بے رحم اک سپاہی ہےtajribe garche ye batāte haiñvaqt-e-be rahm ik sipāhī hai
- تیرے بھی دل میں ہوک سی اٹھے خدا کرےتو بھی ہماری یاد میں تڑپے خدا کرےtere bhī dil meñ hūk sī uṭhe ḳhudā karetū bhī hamārī yād meñ taṛpe ḳhudā kare
- دبلا پتلا نازک دوراںؔشیشہ جیسا نازک دوراںؔdublā putlā nāzuk daurāñshīsha jaisā nāzuk daurāñ
- رونے کی عمر ہے نہ سسکنے کی عمر ہےجام نشاط بن کے چھلکنے کی عمر ہےrone kī umr hai na sisakne kī umr haijām-e-nishāt ban ke chhalakne kī umr hai
- سہیلی یوں تو کچھ کچھ سانولے سے ہیں مرے ساجنمگر تیری قسم بے حد رسیلے ہیں مرے ساجنsahelī yūñ to kuchh kuchh sānvale se haiñ mire sājanmagar terī qasam be had rasīle haiñ mire sājan
- یہ ایڈن گارڈن ہمدم نگاہ و دل کی جنت ہےیہاں حوا کی رنگیں بیٹیاں ہر شام آتی ہیںye eḍan gārḍan hamdam nigāh-o-dil kī jannat haiyahāñ havvā kī rangīñ beṭiyāñ har shām ātī haiñ