Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Noon Meem Rashid

ن م راشد

1910–1975

Poems

  1. naġhma dar-e-jāñ raqs barpā ḳhanda bar labdil tamannā.oñ ke be pāyāñ alā.o ke qarīb
  2. hamāre a.azā jo āsmāñ kī taraf duā ke liye uṭhe haiñmaqām-e-nāzuk pe zarb-e-kārī se jāñ bachāne kā hai vasīla
  3. ham mohabbat ke ḳharāboñ ke makīñvaqt ke tūl alamnāk ke parvarda haiñ
  4. ye qudsiyoñ kī zamīñjahāñ falsafī ne dekhā thā, apne ḳhvāb-e-sahar gahī meñ,
  5. pilā sāqiyā mai jāñ pilā ke maiñ lā.ūñ phir ḳhabar junūñye ḳhirad kī rāt chhuṭe kahīñ nazar ā.e phir sahar junūñ
  6. ġham-e-āshiqī meñ girah kushā na ḳhirad huī na junūñ huāvo sitam sahe ke hameñ rahā na piye ḳhirad na sar-e-junūñ
  7. vahī manzileñ vahī dasht-o-dar tire dil zadoñ ke haiñ rāh barvahī ārzū vahī justujū vahī rāh pur ḳhatar-e-junūñ