Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

مردان صفی

Poems

Meter
  1. ānkhoñ meñ mirī phirtī hai tasvīr kisī kītasvīr meñ hūñ merī hai tasvīr kisī kī
  2. ai rashk-e-qamar āge tire shams-o-qamar kyāso jāñ se fidā hūñ maiñ ye hai jān-o-jigar kyā
  3. tū hī hai mirī ye būd-o-baqā to aur nahīñ maiñ aur nahīñdekhā jo apne ko tū hī milā to aur nahīñ maiñ aur nahīñ
  4. jashn tujh ko mire nau shāh mubārak huebazm-e-ishrat tirī dil ḳhvāh mubārak hue
  5. jo ye jism sar tā qadam dekhte haiñtumheñ tum ko ham ai sanam dekhte haiñ
  6. dil hai raushan ke hai dil meñ ruḳh-e-raushan un kāzer-e-fānūs badan sham.a hai joban un kā
  7. kām itnā mere pyāre charḳh-e-kuhan se nikletum se na hūñ judā meñ jab jān tan se nikle
  8. lākh dekhūñ tujhe phirtī nahīñ niyyat merīdil hai qābū meñ mirā ab na tabī.at merī
  9. mirī sūrat meñ mirā yār hai allāh allāhmire dil meñ mirā dil dār hai allāh allāh
  10. na gul se kām hai ham ko na kuchh gulzār se matlabbajāñ rakhte haiñ ik hamdam badal ik yār se matlab