Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

منشی خیراتی لال شگفتہ

Poems

Meter
  1. dikhā ai nāḳhun-e-ġham lutf bāham aise sāmāñ pargarebāñ kā ho muñh dāman pe dāman kā garebāñ par
  2. gar ta.allī par hai vahm-e-imtihān-e-mai faroshbe nishāñ ho kar nikāleñge nishān-e-mai farosh
  3. mazmūn-e-ishq zehn-e-sitam-e-gar maiñ ā gayādariyā simaṭ ke halqa-e-sāġhar meñ ā gayā
  4. nīm jāñ hūñ zindagī dūd-e-charāġh-e-kushta haimerī hastī sūrat būd-e-charāġh-e-kushta hai
  5. ho agar mad-e-nazar gulshan meñ ai gulfām raqssūrat bismil dikhā.e bulbul nākām-e-raqs