Poet
مخمور دہلوی
Poems
- خدا جب تک نہ چاہے آدمی سے کچھ نہیں ہوتامجھے معلوم ہے میری خوشی سے کچھ نہیں ہوتاḳhudā jab tak na chāhe ādmī se kuchh nahīñ hotāmujhe ma.alūm hai merī ḳhushī se kuchh nahīñ hotā
- دلائل سے خدا تک عقل انسانی نہیں جاتیوہ اک ایسی حقیقت ہے جو پہچانی نہیں جاتیdilā.il se ḳhudā tak aql-e-insānī nahīñ jātīvo ik aisī haqīqat hai jo pahchānī nahīñ jātī
- دوئی کا تذکرہ توحید میں پایا نہیں جاتاجہاں میری رسائی ہے مرا سایا نہیں جاتاdūī kā tazkira tauhīd meñ pāyā nahīñ jātājahāñ merī rasā.ī hai mirā sāyā nahīñ jātā
- رخ ہر اک تیر نظر کا ہے مرے دل کی طرفآنے والے آ رہے ہیں اپنی منزل کی طرفruḳh har ik tīr-e-nazar kā hai mire dil kī tarafāne vāle ā rahe haiñ apnī manzil kī taraf
- کسے اپنا بنائیں کوئی اس قابل نہیں ملتایہاں پتھر بہت ملتے ہیں لیکن دل نہیں ملتاkise apnā banā.eñ koī is qābil nahīñ miltāyahāñ patthar bahut milte haiñ lekin dil nahīñ miltā
- ہزار رنج ہو دل لاکھ درد مند رہےخیال پست نہ ہو حوصلہ بلند رہےhazār ranj ho dil lākh dard mand raheḳhayāl past na ho hausla buland rahe
- یہ تجھ سے آشنا دنیا سے بیگانے کہاں جاتےترے کوچے سے اٹھتے بھی تو دیوانے کہاں جاتےye tujh se āshnā duniyā se begāne kahāñ jātetire kūche se uṭhte bhī to dīvāne kahāñ jāte