Poet
میر مظفر حسین ضمیر
Poems
- باغ میں آمد بہار ہے آجچشم نرگس کو انتظار ہے آجbāġh meñ āmad-e-bahār hai ājchashm-e-nargis ko intizār hai āj
- بستر نرم پر وہ سوتا ہےیاں پس خیمہ کوئی روتا ہےbistar-e-narm par vo sotā haiyāñ pas ḳhema koī rotā hai
- جب تک کہ تو جلوہ گر نہ ہووےمیری شب غم سحر نہ ہووےjab tak ke tū jalva gar na hovemerī shab-e-ġham sahar na hove
- جب کہ فرقت میں موت آتی ہےحسرت وصل ساتھ جاتی ہےjab ke furqat meñ maut ātī haihasrat-e-vasl sāth jātī hai
- چشم کو شوق اشک باری ہےچشمۂ فیض ہے کہ جاری ہےchashm ko shauq ashk bārī haichashma-e-faiz hai ke jārī hai
- حالت مری جب اس کو دگر گوں نظر آئیاوروں کی تو کیا چشم مسیحا کی بھر آئیhālat mirī jab us ko digar gūñ nazar ā.īauroñ kī to kyā chashm masīhā kī bhar ā.ī
- سب شکایت ہے زندگانی کیجان نے دشمنیٔ جانی کیsab shikāyat hai zindagānī kījān ne dushmanī-e-jānī kī
- صدمے سے شب ہجر کے کب جان بر آئییہ شام نہیں آئی قضا ہی مگر آئیsadme se shab-e-hijr ke kab jān-e-bar ā.īye shām nahīñ ā.ī qazā hī magar ā.ī
- ہم رہے یاں تلک ترے غم میںکہ ترا غم سما گیا ہم میںham rahe yāñ talak tire ġham meñke tirā ġham samā gayā ham meñ
- کس نور کی مجلس میں مری جلوہ گری ہےجس نور سے پر نور یہ نور نظری ہےkis nūr kī majlis meñ mirī jalva girī haijis nūr se pur nūr ye nūr-e-nazarī hai