Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

میر مہدی مجروح

Poems

  1. asar āh kā gar dikhā.eñge hamabhī khīñch kar tum ko lā.eñge ham
  2. us ke jo jo ke favā.id haiñ ḳhud dekhte jā.osach kahā hai ye kisī ne ke piyo aur pilā.o
  3. us ke nibhne ke kuchh nahīñ asbābvo taġhāful shi.ār meñ be tāb
  4. ek se rabt ek se hai bigāṛroz hai vāñ yahī ukhāṛ pichhāṛ
  5. bas ke ik jins-e-rā.īgāñ hūñ maiñjitnā arzāñ bikūñ girāñ hūñ maiñ
  6. harf tum apnī nazākat pe na lānā hargizhāth bedād-o-sitam se na uṭhānā hargiz
  7. ḳhānumāñ soz-e-māsivā hūñ maiñapne sā.e se bhī judā hūñ maiñ
  8. garebāñ chāk haiñ gul bostāñ meñasar kitnā hai bulbul kī fuġhāñ meñ
  9. māñgeñ na ham bahisht na ho vāñ agar sharābdozaḳh meñ ḍāl dījiye dīje magar sharāb
  10. mere dil meñ to har zamāñ ho tumchashm-e-zāhir se kyūñ nihāñ ho tum
  11. na kyūñ tīr-e-nazar guzre jigar sekahīñ ye vār rukte haiñ sipar se
  12. na vo nāloñ kī shorish hai na ġhul hai āh-o-zārī kāvo ab pahlā sā hangāma nahīñ hai be qarārī kā
  13. nīchī nazroñ ke vār āne lagelo bas ab jān-o-dil ṭhikāne lage
  14. vo kahāñ jalva-e-jāñ baḳhsh butān-e-dehlīkyūñ ke jannat pe kyā jāne gumān-e-dehlī
  15. ham apnā jo qissa sunāne lagevo bole ke phir sar pharāne lage
  16. ye jo chupke se ā.e baiṭhe haiñlākh fitne uṭhā.e baiṭhe haiñ