Poet
Mah Talat Zahidi
1953–2020
Poems
- اپنی پلکوں سے جو ٹوٹے ہیں گہر دیکھتے ہیںہم دعا مانگتے ہیں اور اثر دیکھتے ہیںapnī palkoñ se jo ṭūṭe haiñ guhar dekhte haiñham duā māñgte haiñ aur asar dekhte haiñ
- اس کی آنکھوں میں اک سوال سا تھامیرے دل میں کوئی ملال سا تھاus kī ānkhoñ meñ ik savāl sā thāmere dil meñ koī malāl sā thā
- اک پرندہ سر دیوار بھی باقی نہ رہااب تو پرواز کا دیدار بھی باقی نہ رہاik parinda sar-e-dīvār bhī bāqī na rahāab to parvāz kā dīdār bhī bāqī na rahā
- بے کہے بے سنے خدا حافظجو بھی گزرے اسے خدا حافظbe kahe be sune ḳhudā hāfizjo bhī guzre use ḳhudā hāfiz
- تم بن وقت یہ کیسا گزرااشکوں کا اک دریا گزراtum ban vaqt ye kaisā guzrāashkoñ kā ik dariyā guzrā
- قبر پہ پھول کھلا آہستہزخم سے خون بہا آہستہqabr pe phūl khulā āhistazaḳhm se ḳhūn bahā āhista
- وحشت بھری راتوں کو کنارہ نہیں ملتادل ڈوب چلا صبح کا تارا نہیں ملتاvahshat bharī rātoñ ko kināra nahīñ miltādil ḍūb chalā sub.h kā tārā nahīñ miltā
- ابھی تو فٹ پاتھ کے مکینوں کی قسمتوں میںگھروں کے سپنے ہیں نامکملabhī to fiṭ pāth ke makīnoñ kī qismatoñ meñgharoñ ke sapne haiñ nāmukammal
- تجھے چھو کر بہار آئی تھیکنج غم میں برسا تھاtujhe chhū kar bahār ā.ī thīkunj-e-ġham meñ barsā thā
- راگ ڈوب جاتے ہیںساز ٹوٹ جاتے ہیںrāg ḍūb jāte haiñsāz ṭūṭ jāte haiñ
- روز و شبحلقۂ آفات ہیںroz-o-shabhalqa-e-āfāt haiñ
- ہر ایک رات کے پہلو سے دن نکلتا ہےوہ لوگ کیسے سنور جائیں جو تباہ نہیںhar ek rāt ke pahlū se din nikaltā haivo log kaise sañvar jā.eñ jo tabāh nahīñ
- یاد کے خوش نما جزیروں میںدل کی آوارگی سی رہتی ہےyād ke ḳhush numā jazīroñ meñdil kī āvārgī sī rahtī hai