Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

M. K. Asar

b. 1945

Poems

Meter
  1. uṭhe na dhuāñ aisī fazā kis ne hameñ dīis tarah sulagne kī sazā kis ne hameñ dī
  2. pahlī jaisī hī kashish āj bhī haikal jo thī un kī ravish āj bhī hai
  3. hisār-e-tang zamīñ tang āsmān bhī tanghamāre sar pe huā ghar kā sā.ibān bhī tang
  4. sadā kā saut kā iqrār honā bāqī haiabhī to dard kā iz.hār honā bāqī hai
  5. fanā kī samt chalā hūñ baqā meñ kyā jānūñye kaisī bāt hai us kī razā meñ kyā jānūñ
  6. marne kī adā aur hai jīne kī adā aurjo chāhūñ samajhnā bhī to roke hai anā aur
  7. makāñ se lipṭī sisaktī huī sadā kyā haigalī galī meñ hai jo in dinoñ balā kyā hai