Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

M. J. Khalid

Poems

Meter
  1. ānsū pīnā aur muskānā achchhā lagtā haichaṭānoñ se sar ṭakrānā achchhā lagtā hai
  2. ānsūoñ ke phūl phal kā zā.iqa kuchh aur thādard kī shāḳhoñ pe khulne kā mazā kuchh aur thā
  3. apnī chup meñ vo shān samjhe haidil ġhamoñ kī zabān samjhe hai
  4. shuūr-e-zinda hai merā nazar salāmat haitirī duā kā abhī tak asar salāmat hai
  5. sub.h kis kī hai shām kis kī haizindagī zer-e-dām kis kī hai
  6. gul mehr kī chhā.oñ kā qissa likhūñyā phir apnī zāt kā nauha likhūñ