Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Lankesh Gautam

b. 2003

Poems

Meter
  1. baġhair zevaroñ ke bhī hasīn hai yaqīn haivafā jo oṛh le vo nāznīn hai yaqīn hai
  2. pahle to apne husn se ghāyal kiyā mujhemarham lagā ke ba.ad meñ pāgal kiyā mujhe
  3. jaise hī us ne pūchhā ke rishta qubūl haiyak dam mirī zabān se niklā qubūl hai
  4. dīmak tere firāq kī khātī rahī mujherah rah ke terī yād satātī rahī mujhe
  5. mohabbat ke nasha meñ chhin chhanan karte hue kangantire hāthoñ meñ ā kar aur bhī mahnge hue kangan