Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

جمیلہ خدا بخش

Poems

Meter
  1. hujūm-e-ranj-o-alam hai ye nīm jāñ ke liyejafā vo karte haiñ āshiq pe imtihāñ ke liye
  2. huī sargashta ḳhāk apnī ġhubār-e-kārvāñ ho karmujhe qismat satātī hai raqīb-e-kāmrāñ ho kar
  3. yār kahtā hai tajallī-e-liqā thī maiñ na thātūr-e-sīnā par vahī jalva numā thī maiñ na thā
  4. uṭhā kar nāz se burqa.a dikhā kar rū-e-zebā kotamāshā kar diyā dilbar ne mujh mahv-e-tamāshā ko
  5. is dil kī imārat meñ tum jalva dikhā jānāyā nūr-e-mubayyañ ban kar ānkhoñ meñ samā jānā
  6. tumhāre dekhne ko hasrat-e-hairat fazā ṭhahrīdil-e-mahzoñ se niklī dīda-e-bismil meñ ā ṭhahrī
  7. chhup ke ġhairoñ se dil meñ ā jānāai sanam ruḳh mujhe dikhā jānā