Poet
Jalaluddin Akbar
جلال الدین اکبر1905–1940
Poems
- ترا وصل ہے مجھے بے خودی ترا ہجر ہے مجھے آگہیترا وصل مجھ کو فراق ہے ترا ہجر مجھ کو وصال ہےtirā vasl hai mujhe be ḳhudī tirā hijr hai mujhe āgahītirā vasl mujh ko firāq hai tirā hijr mujh ko visāl hai
- حسن اگر آشکار ہو جائےفتنۂ روزگار ہو جائےhusn agar āshkār ho jā.efitna-e-rozgār ho jā.e
- خاموش ہیں لب اور آنکھوں سے آنسو ہیں کہ پیہم بہتے ہیںہم سامنے ان کے بیٹھے ہیں اور قصۂ فرقت کہتے ہیںḳhāmosh haiñ lab aur ānkhoñ se ānsū haiñ ke paiham bahte haiñham sāmne un ke baiṭhe haiñ aur qissa-e-furqat kahte haiñ
- ہم سے قائم جنون الفت ہےیعنی سرگشتۂ وفا ہیں ہمham se qā.im junūn-e-ulfat haiya.anī sargashta-e-vafā haiñ ham
- یہ بھول بھی کیا بھول ہے یہ یاد بھی کیا یادتو یاد ہے اور کوئی نہیں تیرے سوا یادye bhūl bhī kyā bhūl hai ye yād bhī kyā yādtū yād hai aur koī nahīñ tere sivā yād
- یہ کائنات یہ بزم ظہور کچھ بھی نہیںتری نظر میں نہیں ہے جو نور کچھ بھی نہیںye kā.ināt ye bazm-e-zuhūr kuchh bhī nahīñtirī nazar meñ nahīñ hai jo nūr kuchh bhī nahīñ