یہ کائنات یہ بزم ظہور کچھ بھی نہیں
Jalaluddin Akbar (1905–1940)یہ کائنات یہ بزم ظہور کچھ بھی نہیں
تری نظر میں نہیں ہے جو نور کچھ بھی نہیں
نگہ اگر ہو تو ہر ذرہ میں ہزاروں طور
نگہ اگر نہ ہو بالائے طور کچھ بھی نہیں
یہ قرب و بعد بہ مقدار شوق سالک ہیں
جسے تو دور سمجھتا ہے دور کچھ بھی نہیں
ye kainat ye bazm-e-zuhur kuchh bhi nahin
tiri nazar mein nahin hai jo nur kuchh bhi nahin
nigah agar ho to har zarra mein hazaron tur
nigah agar na ho bala-e-tur kuchh bhi nahin
ye qurb-o-baad ba miqdar-e-shauq salik hain
jise to dur samajhta hai dur kuchh bhi nahin