Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jalaluddin Akbar

جلال الدین اکبر

1905–1940

Poems

Meter
  1. tirā vasl hai mujhe be ḳhudī tirā hijr hai mujhe āgahītirā vasl mujh ko firāq hai tirā hijr mujh ko visāl hai
  2. husn agar āshkār ho jā.efitna-e-rozgār ho jā.e
  3. ḳhāmosh haiñ lab aur ānkhoñ se ānsū haiñ ke paiham bahte haiñham sāmne un ke baiṭhe haiñ aur qissa-e-furqat kahte haiñ
  4. ham se qā.im junūn-e-ulfat haiya.anī sargashta-e-vafā haiñ ham
  5. ye bhūl bhī kyā bhūl hai ye yād bhī kyā yādtū yād hai aur koī nahīñ tere sivā yād
  6. ye kā.ināt ye bazm-e-zuhūr kuchh bhī nahīñtirī nazar meñ nahīñ hai jo nūr kuchh bhī nahīñ