Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jagjit Kafir

b. 1979

Poems

Meter
  1. ik but hai jise merī nazar ḍhūñḍh rahī haimushkil hai mulāqāt magar ḍhūñḍh rahī hai
  2. baṛe yaqīn se koī is intizār meñ haitirā visāl kā va.ada isī bahār meñ hai
  3. dīdār tere husn kā bas ānkh bhar karūñaur phir isī surūr meñ pahroñ basar karūñ
  4. koī habīb koī mehrbāñ to hai hī nahīñhamāre sar pe koī āsmāñ to hai hī nahīñ
  5. mustaqbil ke ḳhvāb sajānā mushkil haiab yādoñ se dil bahlānā mushkil hai
  6. maiñ agar dil jalā nahīñ hotāsher koī kahā nahīñ hotā
  7. ye zamīñ ye āsmāñ ye kahkashāñ kuchh bhī nahīñsab fanā kī qaid meñ haiñ jāvedāñ kuchh bhī nahīñ