Poet
ہجر ناظم علی خان
Poems
- تم بھی نگاہ میں ہو عدو بھی نظر میں ہےدنیا ہمارے دیدۂ حسرت نگر میں ہےtum bhī nigāh meñ ho adū bhī nazar meñ haiduniyā hamāre dīda-e-hasrat nagar meñ hai
- ستم تیر نگاہ دل ربا تھاہمارے حق میں پیغام قضا تھاsitam tīr-e-nigāh-e-dil rubā thāhamāre haq meñ paiġhām-e-qazā thā
- شب فراق کچھ ایسا خیال یار رہاکہ رات بھر دل غم دیدہ بے قرار رہاshab-e-firāq kuchh aisā ḳhayāl-e-yār rahāke rāt bhar dil-e-ġham dīda be qarār rahā
- کچھ محبت میں عجب شیوۂ دل دار رہامجھ سے انکار رہا غیر سے اقرار رہاkuchh mohabbat meñ ajab sheva-e-dil dār rahāmujh se inkār rahā ġhair se iqrār rahā
- وہ شوخ بام پہ جب بے نقاب آئے گاتو ماہتاب فلک کو حجاب آئے گاvo shoḳh bām pe jab be naqāb ā.egātū māhtāb falak ko hijāb ā.egā
- وہ یہ کہتے ہیں زمانے کی تمنا میں ہوںکیا کوئی اور بھی ایسا ہے کہ جیسا میں ہوںvo ye kahte haiñ zamāne kī tamannā meñ hūñkyā koī aur bhī aisā hai ke jaisā meñ hūñ