Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

ہجر ناظم علی خان

Poems

Meter
  1. tum bhī nigāh meñ ho adū bhī nazar meñ haiduniyā hamāre dīda-e-hasrat nagar meñ hai
  2. sitam tīr-e-nigāh-e-dil rubā thāhamāre haq meñ paiġhām-e-qazā thā
  3. shab-e-firāq kuchh aisā ḳhayāl-e-yār rahāke rāt bhar dil-e-ġham dīda be qarār rahā
  4. kuchh mohabbat meñ ajab sheva-e-dil dār rahāmujh se inkār rahā ġhair se iqrār rahā
  5. vo shoḳh bām pe jab be naqāb ā.egātū māhtāb falak ko hijāb ā.egā
  6. vo ye kahte haiñ zamāne kī tamannā meñ hūñkyā koī aur bhī aisā hai ke jaisā meñ hūñ
  7. dil furqat-e-habīb meñ dīvāna ho gayāik mujh se kyā jahān se begāna ho gayā
  8. mujhe fareb-e-vafā de ke dam meñ lānā thāye ek chāl thī un kī ye ik bahānā thā