Poet
غلام بھیک نیرنگ
Poems
- اک ہجوم غم و کلفت ہے خدا خیر کرےجان پر نت نئی آفت ہے خدا خیر کرےik hujūm-e-ġham-o-kulfat hai ḳhudā ḳhair karejān par nit na.ī āfat hai ḳhudā ḳhair kare
- کٹ گئی بے مدعا ساری کی ساری زندگیزندگی سی زندگی ہے یہ ہماری زندگیkaṭ ga.ī be mudda.ā sārī kī sārī zindagīzindagī sī zindagī hai ye hamārī zindagī
- کس طرح واقف ہوں حال عاشق جاں باز سےان کو فرصت ہی نہیں ہے کاروبار ناز سےkis tarah vāqif hūñ hāl-e-āshiq-e-jāñ bāz seun ko fursat hī nahīñ hai kārobār-e-nāz se
- کہتے ہیں عید ہے آج اپنی بھی عید ہوتیہم کو اگر میسر جاناں کی دید ہوتیkahte haiñ e.id hai āj apnī bhī e.id hotīham ko agar muyassar jānāñ kī dīd hotī
- مرے پہلو سے جو نکلے وہ مری جاں ہو کررہ گیا شوق دل زار میں ارماں ہو کرmire pahlū se jo nikle vo mirī jāñ ho karrah gayā shauq-e-dil-e-zār meñ armāñ ho kar
- پھر وہی ہم ہیں خیال رخ زیبا ہے وہیسر شوریدہ وہی عشق کا سودا ہے وہیphir vahī ham haiñ ḳhayāl-e-ruḳh-e-zebā hai vahīsar-e-shorīda vahī ishq kā saudā hai vahī
- کبھی صورت جو مجھے آ کے دکھا جاتے ہودن مری زیست کے کچھ اور بڑھا جاتے ہوkabhī sūrat jo mujhe ā ke dikhā jāte hodin mirī zīst ke kuchh aur baṛhā jāte ho
- مقصود الفت
- انسان کی فریاد