Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Gayatri Mehta

b. 1993

Poems

Meter
  1. badalte pal meñ ham mahram nahīñ haiñtere jaise to kam se kam nahīñ haiñ
  2. tū ne koshish to kī zamāna parlo bujhī hī nahīñ bujhāne par
  3. thak ga.e sab kahte dīvāna hameñāp ne hī der se jānā hameñ
  4. jism se ho ke pār ā.e hamrūh bistar pe hār ā.e ham
  5. jo kuchh mujh se kamāyā jā rahā haimahz ghar kā kirāya jā rahā hai
  6. faqat is bāt pe dil ro gayā haijo merā thā nahīñ vo kho gayā hai