Poet
Gayatri Mehta
b. 1993
Poems
- بدلتے پل میں ہم محرم نہیں ہیںتیرے جیسے تو کم سے کم نہیں ہیںbadalte pal meñ ham mahram nahīñ haiñtere jaise to kam se kam nahīñ haiñ
- تو نے کوشش تو کی زمانہ پرلو بجھی ہی نہیں بجھانے پرtū ne koshish to kī zamāna parlo bujhī hī nahīñ bujhāne par
- تھک گئے سب کہتے دیوانہ ہمیںآپ نے ہی دیر سے جانا ہمیںthak ga.e sab kahte dīvāna hameñāp ne hī der se jānā hameñ
- جسم سے ہو کے پار آئے ہمروح بستر پہ ہار آئے ہمjism se ho ke pār ā.e hamrūh bistar pe hār ā.e ham
- جو کچھ مجھ سے کمایا جا رہا ہےمحض گھر کا کرایہ جا رہا ہےjo kuchh mujh se kamāyā jā rahā haimahz ghar kā kirāya jā rahā hai
- فقط اس بات پہ دل رو گیا ہےجو میرا تھا نہیں وہ کھو گیا ہےfaqat is bāt pe dil ro gayā haijo merā thā nahīñ vo kho gayā hai