Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ganesh Bihari Tarz

1932–2008

Poems

Meter
  1. ahl-e-dil ke vāste paiġhām ho kar rah ga.īzindagī majbūriyoñ kā nām ho kar rah ga.ī
  2. jism to miṭṭī meñ miltā hai yahīñ marne ke ba.adus ko kyā roeñ jo martā hī nahīñ marne ke ba.ad
  3. dostī apnī jagah aur dushmanī apnī jagahfarz ke anjām dene kī ḳhushī apnī jagah
  4. rah-e-ishq meñ ġham-e-zindagī kī bhī zindagī safarī rahīkabhī nazr-e-ḳhāk safar rahī kabhī motiyoñ se bharī rahī
  5. sāmne ānkhoñ ke ghar kā ghar bane aur ṭūṭ jā.ekyā kare vo jis kā dil patthar bane aur ṭūṭ jā.e
  6. sānsoñ kī jal tarang par naġhma-e-ishq gā.e jāai mirī jān-e-ārzū to yūñ hī muskurā.e jā
  7. kitne jumle haiñ ke jo rūposh haiñ yāroñ ke bīchham bhī mujrim kī tarah ḳhāmosh haiñ yāroñ ke bīch
  8. māhaul sāzgār karo maiñ nashe meñ hūñzikr-e-nigāh-e-yār karo maiñ nashe meñ hūñ