Poet
Ganesh Bihari Tarz
1932–2008
Poems
- اہل دل کے واسطے پیغام ہو کر رہ گئیزندگی مجبوریوں کا نام ہو کر رہ گئیahl-e-dil ke vāste paiġhām ho kar rah ga.īzindagī majbūriyoñ kā nām ho kar rah ga.ī
- جسم تو مٹی میں ملتا ہے یہیں مرنے کے بعداس کو کیا روئیں جو مرتا ہی نہیں مرنے کے بعدjism to miṭṭī meñ miltā hai yahīñ marne ke ba.adus ko kyā roeñ jo martā hī nahīñ marne ke ba.ad
- دوستی اپنی جگہ اور دشمنی اپنی جگہفرض کے انجام دینے کی خوشی اپنی جگہdostī apnī jagah aur dushmanī apnī jagahfarz ke anjām dene kī ḳhushī apnī jagah
- رہ عشق میں غم زندگی کی بھی زندگی سفری رہیکبھی نذر خاک سفر رہی کبھی موتیوں سے بھری رہیrah-e-ishq meñ ġham-e-zindagī kī bhī zindagī safarī rahīkabhī nazr-e-ḳhāk safar rahī kabhī motiyoñ se bharī rahī
- سامنے آنکھوں کے گھر کا گھر بنے اور ٹوٹ جائےکیا کرے وہ جس کا دل پتھر بنے اور ٹوٹ جائےsāmne ānkhoñ ke ghar kā ghar bane aur ṭūṭ jā.ekyā kare vo jis kā dil patthar bane aur ṭūṭ jā.e
- سانسوں کی جل ترنگ پر نغمۂ عشق گائے جااے مری جان آرزو تو یوں ہی مسکرائے جاsānsoñ kī jal tarang par naġhma-e-ishq gā.e jāai mirī jān-e-ārzū to yūñ hī muskurā.e jā
- کتنے جملے ہیں کہ جو روپوش ہیں یاروں کے بیچہم بھی مجرم کی طرح خاموش ہیں یاروں کے بیچkitne jumle haiñ ke jo rūposh haiñ yāroñ ke bīchham bhī mujrim kī tarah ḳhāmosh haiñ yāroñ ke bīch
- ماحول سازگار کرو میں نشے میں ہوںذکر نگاہ یار کرو میں نشے میں ہوںmāhaul sāzgār karo maiñ nashe meñ hūñzikr-e-nigāh-e-yār karo maiñ nashe meñ hūñ
- ارض دکن میں جان تو دلی میں دل بنیاور شہر لکھنؤ میں حنا بن گئی غزلarz-e-dakan meñ jān to dilī meñ dil banīaur shahr lakhna.ū meñ hinā ban ga.ī ġhazal
- داغؔ کے شعر جوانی میں بھلے لگتے ہیںمیرؔ کی کوئی غزل گاؤ کہ کچھ چین پڑےdāġh ke sher javānī meñ bhale lagte haiñmīr kī koī ġhazal gā.o ke kuchh chain paṛe
- رات کی رات بہت دیکھ لی دنیا تیریصبح ہونے کو ہے اب طرزؔ کو سو جانے دےrāt kī rāt bahut dekh lī duniyā terīsub.h hone ko hai ab tarz ko so jāne de