Poet
فرحت کانپوری
Poems
- آنکھوں میں بسے ہو تم آنکھوں میں عیاں ہو کردل ہی میں نہ رہ جاؤ آنکھوں سے نہاں ہو کرānkhoñ meñ base ho tum ānkhoñ meñ ayāñ ho kardil hī meñ na rah jā.o ānkhoñ se nihāñ ho kar
- اک خلش سی ہے مجھے تقدیر سےالاماں اس خار دامن گیر سےik ḳhalish sī hai mujhe taqdīr sealamāñ is ḳhār dāman gīr se
- ترا جلوہ شام و سحر دیکھتے ہیںسلیقے سے شمس و قمر دیکھتے ہیںtirā jalva shām-o-sahar dekhte haiñsalīqe se shams-o-qamar dekhte haiñ
- جو کچھ بھی ہے نظر میں سو وہم نمود ہےعالم تمام ایک طلسم وجود ہےjo kuchh bhī hai nazar meñ so vahm-e-numūd haiālam tamām ek tilism-e-vajūd hai
- کچھ تو وفور شوق میں باعث امتیاز ہومیری نظر کے سامنے ان کی حریم ناز ہوkuchh to vafūr-e-shauq meñ bā.is-e-imtiyāz homerī nazar ke sāmne un kī harīm-e-nāz ho
- کوئی بھی ہم سفر نہیں ہوتادرد کیوں رات بھر نہیں ہوتاkoī bhī ham safar nahīñ hotādard kyūñ rāt bhar nahīñ hotā
- منہ بولا بول جگت کا ہے جو من میں رہے سو اپنا ہےیہ دل کا میٹھا میٹھا درد بھی گونگے کا سا سپنا ہےmuñh bolā bol jagat kā hai jo man meñ rahe so apnā haiye dil kā mīṭhā mīṭhā dard bhī gūnge kā sā sapnā hai
- میرا دل ناشاد جو ناشاد رہے گاعالم دل برباد کا برباد رہے گاmerā dil-e-nāshād jo nāshād rahegāālam dil barbād kā barbād rahegā
- وصل کے لمحے کہانی ہو گئےشب کے موتی صبح پانی ہو گئےvasl ke lamhe kahānī ho ga.eshab ke motī sub.h pānī ho ga.e
- وہ بہکی نگاہیں کیا کہیے وہ مہکی جوانی کیا کہیےوہ کیف میں ڈوبے لمحوں کی اب رات سہانی کیا کہیےvo bahkī nigāheñ kyā kahiye vo mahkī javānī kyā kahiyevo kaif meñ ḍūbe lamhoñ kī ab rāt suhānī kyā kahiye
- انسان تو نقد جاں بھی کھو دیتا ہےممکن ہو تو اپنا نشاں دھو دیتا ہےinsān to naqd-e-jāñ bhī kho detā haimumkin ho to apnā nishāñ dho detā hai
- ہے ساتھ عبادت کے عبا بھی تیریشامل ہے ریاضت میں ریا بھی تیریhai sāth ibādat ke abā bhī terīshāmil hai riyāzat meñ riyā bhī terī