Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Faizi

b. 1965

Poems

Meter
  1. achchhā hai tū ne in dinoñ dekhā nahīñ mujheduniyā ne tere kām kā chhoṛā nahīñ mujhe
  2. is liye dil burā kiyā hī nahīñzindagī merā faisla hī nahīñ
  3. jāntā hūñ ke ka.ī log haiñ behtar mujh sephir bhī ḳhvāhish hai ke dekho kabhī mil kar mujh se
  4. jo dil ko pahle muyassar thā kyā huā us kājo is sukūn se behtar thā kyā huā us kā
  5. rāt gahrī hai magar ek sahārā hai mujheye mirī ānkh kā ānsū hī sitārā hai mujhe
  6. koī nām hai na koī nishāñ mujhe kyā huāmaiñ bikhar gayā hūñ kahāñ kahāñ mujhe kyā huā