Poet
Faiz rahil Khan
b. 1994
Poems
- اب چلو دیکھ لیں یہی کر کےاپنے ماضی پہ شاعری کر کےab chalo dekh leñ yahī kar keapne māzī pe shāyarī kar ke
- تم دریا سا اشک بہاؤ تو جانیںکیا گزری ہے بات بتاؤ تو جانیںtum dariyā sā ashk bahā.o to jāneñkyā guzrī hai bāt batā.o to jāneñ
- جسم کی ریت بھی مٹھی سے پھسل جائے گیموت جب روح لیے گھر سے نکل جائے گیjism kī ret bhī muṭṭhī se phisal jā.egīmaut jab rūh liye ghar se nikal jā.egī
- دل میں تجھ کو شمار کر لوں میںہو اجازت تو پیار کر لوں میںdil meñ tujh ko shumār kar lūñ maiñho ijāzat to pyār kar lūñ maiñ
- صبح لکھتی ہے ترا نام مری آنکھوں میںقید تنہائی کی ہے شام میری آنکھوں میںsub.h likhtī hai tirā nām mirī ānkhoñ meñqaid-e-tanhā.ī kī hai shām merī ānkhoñ meñ
- غموں کی بھیڑ نے کچلا ہے مجھ کو شادمانی میںلگانا چاہتا تھا تشنگی کی آگ پانی میںġhamoñ kī bhīṛ ne kuchlā hai mujh ko shādmānī meñlagānā chāhtā thā tishnagī kī āg pānī meñ
- قدم قدم پہ کھڑی ہے ہوا پیام لیےکہ آ رہی ہے خزاں اپنا انتظام لیےqadam qadam pe khaṛī hai havā payām liyeke ā rahī hai ḳhizāñ apnā intizām liye
- نیند آ جائے تو لمحات میں مر جاتے ہیںدن سے بچ نکلے بدن رات میں مر جاتے ہیںnīnd ā jā.e to lamhāt meñ mar jāte haiñdin se bach nikle badan rāt meñ mar jāte haiñ
- یاد راتوں میں آ گیا کوئیرات مجھ کو رلا گیا کوئیyād rātoñ meñ ā gayā koīrāt mujh ko rulā gayā koī