Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ejaz Rahmani

1936–2019

Poems

  1. ab karb ke tūfāñ se guzarnā hī paṛegāsūraj ko samundar meñ utarnā hī paṛegā
  2. use ye haq hai ke vo mujh se iḳhtilāf karemagar vajūd kā mere bhī etirāf kare
  3. ḳhushk dariyā paṛā hai ḳhvāhish kāḳhvāb dekhā thā ham ne bārish kā
  4. rang mausam ke sāth lā.e haiñye parinde kahāñ se ā.e haiñ
  5. sā.e meñ ābloñ kī jalan aur baṛh ga.īthak kar jo baiṭhe ham to thakan aur baṛh ga.ī
  6. zālim se mustafā kā amal chāhte haiñ logsūkhe hue daraḳht se phal chāhte haiñ log
  7. kitne bāhosh ho ga.e ham logḳhud farāmosh ho ga.e ham log
  8. miṭ gayā ġham tire takallum selab hue āshnā tabassum se
  9. naqsh-e-bar āb ho gayā hūñ maiñkitnā kam yāb ho gayā hūñ maiñ
  10. hañsī laboñ pe sajā.e udās rahtā haiye kaun hai jo mire ghar ke pās rahtā hai
  11. havā ke vāste ik kām chhoṛ āyā hūñdiyā jalā ke sar-e-shām chhoṛ āyā hūñ