Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Deepak Jain Deep

b. 1961

Poems

Meter
  1. apne āp ko yūñ samjhāte rahte haiñummīdoñ ke par sehlāte rahte hai
  2. adhūrā hī rahe har rāsta tonā pahuñche manziloñ tak silsila to
  3. aise darkanār ho ga.ehāshiye ke pār ho ga.e
  4. tere jalvoñ ne kaisī shart rakh dīkī ḳhushbū dekhne kī shart rakh dī
  5. tere dar tak ā.ūñ maiñā.īna ho jā.ūñ maiñ
  6. shām se zid par uṛe haiñḳhvāb palkoñ par khaṛe haiñ
  7. khone kā malāl rah gayāā.īne meñ bāl rah gayā
  8. ye us kī nīnd ko kyā ho gayā haimirī ānkhoñ meñ shab bhar jāgtā hai