Poet
Chiragh Hasan Hasrat
چراغ حسن حسرت1904–1955
Poems
- آؤ حسن یار کی باتیں کریںزلف کی رخسار کی باتیں کریںā.o husn-e-yār kī bāteñ kareñzulf kī ruḳhsār kī bāteñ kareñ
- اس طرح کر گیا دل کو مرے ویراں کوئینہ تمنا کوئی باقی ہے نہ ارماں کوئیis tarah kar gayā dil ko mire vīrāñ koīna tamannā koī bāqī hai na armāñ koī
- جب سے تیرا کرم ہے بندہ نوازسوز ہے سوز اور نہ ساز ہے سازjab se terā karam hai banda navāzsoz hai soz aur na sāz hai sāz
- دشمن جوانیوں کی یہ آشنائیاں ہیںان آشنائیوں میں کیا کیا برائیاں ہیںdushman javāniyoñ kī ye āshnā.iyāñ haiñin āshnā.iyoñ meñ kyā kyā burā.iyāñ haiñ
- دل بلا سے نثار ہو جائےآپ کو اعتبار ہو جائےdil balā se nisār ho jā.eāp ko etibār ho jā.e
- یارب غم ہجراں میں اتنا تو کیا ہوتاجو ہاتھ جگر پر ہے وہ دست دعا ہوتاyārab ġham hijrāñ meñ itnā to kyā hotājo hāth jigar par hai vo dast-e-duā hotā
- یہ مایوسی کہیں وجہ سکون دل نہ بن جائےغم بے حاصلی ہی عشق کا حاصل نہ بن جائےye māyūsī kahīñ vaj.h-e-sukūn-e-dil na ban jā.eġham-e-be hāsilī hī ishq kā hāsil na ban jā.e
- محبت کس قدر یاس آفریں معلوم ہوتی ہےترے ہونٹوں کی ہر جنبش نئی معلوم ہوتی ہےmohabbat kis qadar yās āfrīñ ma.alūm hotī haitire honṭoñ kī har jumbish na.ī ma.alūm hotī hai
- رات کی بات کا مذکور ہی کیاچھوڑیئے رات گئی بات گئیrāt kī bāt kā mazkūr hī kyāchhoṛiye rāt ga.ī bāt ga.ī
- قبول اس بارگہہ میں التجا کوئی نہیں ہوتیالٰہی یا مجھی کو التجا کرنا نہیں آتاqubūl is bārgah meñ iltijā koī nahīñ hotīilāhī yā mujhī ko iltijā karnā nahīñ ātā