Poet
بیتاب عظیم آبادی
Poems
- جس کو پڑی ہو اپنے گریباں کے تار کیروئے خزاں کو خیر منائے بہار کیjis ko paṛī ho apne garebāñ ke tār kīrū-e-ḳhizāñ ko ḳhair manā.e bahār kī
- دل لیے اور دکھا دکھا کے لیےکی جفا اور مزے جفا کے لیےdil liye aur dikhā dikhā ke liyekī jafā aur maze jafā ke liye
- ڈوب جانے کے سوا عشق میں چارا ہی نہیںاس سمندر کا کسی سمت کنارا ہی نہیںḍūb jāne ke sivā ishq meñ chārā hī nahīñis samundar kā kisī samt kinārā hī nahīñ
- شادمانی کا کبھی غم کا کبھی جوش رہاایک سودا رہا جب تک کہ مجھے ہوش رہاshādmānī kā kabhī ġham kā kabhī josh rahāek saudā rahā jab tak ke mujhe hosh rahā
- عقل دوڑائی بہت کچھ تو گماں تک پہنچےکچھ حقیقت بھی ہے انساں کی کہاں تک پہنچےaql dauṛā.ī bahut kuchh to gumāñ tak pahuñchekuchh haqīqat bhī hai insāñ kī kahāñ tak pahuñche
- غم سے نا اہل وفا حشر تک آزاد نہ ہومر کے سو بار ہو زندہ تو کبھی شاد نہ ہوġham se nā ahl vafā hashr tak āzād na homar ke sau bār ho zinda to kabhī shād na ho
- کھٹک نے دل کی دیا زخم بے نشاں کا پتانہ اس دہن میں فغاں تھی نہ تھا زباں کا پتاkhaṭak ne dil kī diyā zaḳhm-e-be nishāñ kā patāna is dahan meñ fuġhāñ thī na thā zabāñ kā patā
- ہجر میں غم کش کوئی مجھ سا نہیںآج تک میں نے اسے دیکھا نہیںhijr meñ ġham kash koī mujh sā nahīñāj tak maiñ ne use dekhā nahīñ
- اثر نہ کم ہو کبھی نالۂ رسا تیرارہے بڑھا ہوا ہر آن حوصلہ تیراasar na kam ho kabhī nāla-e-rasā terārahe baṛhā huā har ān hausla terā
- ذرا سوچ کر اے جفا کرنے والےکہیں جی نہ چھوڑیں وفا کرنے والےzarā soch kar ai jafā karne vālekahīñ jī na chhoṛeñ vafā karne vāle